Js java script is the high level programming language
java script ka purana naam Mocha tha joke Netscape ke founder ne choose kya tha
phir bad main iska name Live Script 1995 me change kar diya tha
or phir December 1995 me iska name change kar diya tha JavaScript
jo ke ab tak hai
Un-typed ka
matlab hai ke is language me koi data types nahi hoty agar apne c++ language ko
study kya hai to apko maloom hoga ke datatype kya hoty hain data matlab jesy
Int ,float,strint,double and char
yeh data type hai jo ke apko java script
me nahi milege is language me koi data type nahi hoty hain
Java script hum kyon use karty hai iska reason hai ke agar
hum koi apne web pages me kesa bhi changes chahatey hain to us ke liye lazmi
hai ke hum ko java script ka code linkhna parega
Jisey ke agar hum apne web page me koi data show kar wana
chahte to humain java script ka code linkhna hoga apne web page me is ke ilawa
bhi bohat khuch hum JavaScript se changes kar skaty hai apne web page me
0 komentar:
Post a Comment